Zindagi ki raah mein phool to
bahut khile the par kaantein chune maine
Mefilon me shaamil to hua par humesha tanhayee ka dard paya maine
Zindagi se kya gila karte apno se hi jab begane hone ka ehsaas paya maine
Tumhare dillagi ko pyar samjh ke sab kuch khoya hai maine
Yeh kahan ka insaaf hai pyar karne ki saza sirf payi maine
Tumhare bina in aansuon aur tanhayee ke siva shayad hi kuch paya maine
Mohabbat karne ka dard mere hisse mein hi kyon paya maine
Kaise bharega ab ye zakhm jo tuj bewafaa se dil laga ke paya maine

© ASIM