Friday, May 30, 2014

Zaroorat – Mustafa Zahid | Mithoon | Ek Villain

Ye dil tanha kyun rahe
Kyun hum tukdon mein jiye
Kyun rooh meri ye sahe
Main adhoora jee raha hoon
Hardum ye keh raha hoon
Mujhe teri zaroorat hai
Mujhe teri zaroorat hai …


Andheron se tha mera rishta bada
Tune hi ujaalon se waaqif kiya
Ab lauta main hoon inn andheron mein phir
Toh paaya hai khud ko begaana yahaan
Tanhaayi bhi mujhse khafaa ho gayi
Banjaron ne bhi thukra diya
Main adhoora jee raha hoon
Khud par hi ik sazaa hoon
Mujhe teri zaroorat hai
Mujhe teri zaroorat hai….


Hmm.. tere jism ki woh khushbuein
Ab bhi inn saanson mein zinda hai
Mujhe ho rahi inse ghutan
Mere gale ka ye phanda hai
Aaa..
Ho.. tere choodiyon ki woh khanak
Yaadon ke kamre mein goonje hai
Sunkar isey aata hai yaad
Haathon mein mere zanjeerin hain
Tuhi aake inko nikaal zaraa
Kar mujhe yahaan se rihaa
Main adhoora jee raha hoon
Ye sadaayein de rahaa hoon
Mujhe teri zaroorat hai…
Mujhe teri zaroorat hai…

Thursday, May 22, 2014

Buy Karbonn Titanium S1 Plus at Attractive Price with multiple Discounts and gifts

Key Features of Karbonn Titanium S1 Plus 

 

  • Expandable Storage Capacity of 32 GB
  • Dual SIM (3G + 2G)
  • 1.2 GHz Quad Core Processor
  • FM Radio
  • 5 MP Primary Camera
  • 4-inch Capacitive Touchscreen
  • Wi-Fi Enabled
  • Android v4.3 (Jelly Bean) OS
  • 0.3 MP Secondary Camera

 

BUY ONLINE  Karbonn Titanium S1 Plus (White) 

 List Price: Rs.6999
Our Price: Rs.6399

 

BUY ONLINE  Karbonn Titanium S1 Plus (Black)
List Price: Rs.6990
Our Price: Rs.5950

Tuesday, May 13, 2014

Buy MOTO E Online In India | Exclusive Launch Offers for grab

Ek Villain Shayari

Jab tak hum kisi ke humdard nahi bante na
Tab tak hum dard se, aur dard humse juda
nahi hota

Muskurane – Arijit Singh

Muskrane ki wajah tum ho
Gungunaane ki wajah tum ho
Jiya jaye na; jaye na o..re..piya 

O..re lamhe tu kahin mat ka
Ho sake toh umr bhar tham ja
Jiya jaye na; jaye na o..re ..piya

Ye Galliyan - Ek Villian

Yahin doobe din mere, yahin hote hai savere
Yahin marna aur jeena, yahin mandir aur
madeena
Yahin doobe din mere, yahin hote hai savere
Yahin marna aur jeena, yahin mandir aur
madeena
Teri galliyan galliyan teri galliyan
Mujhko bhaave galliyan teri galliyan
Teri galliyan galiyan teri galiyan
Yunhi tadpaave galliyan teri galliyan haan
Tu meri, neendo mein sota hai,
Tu mere, ashkon mein rota hai
Sardoshi, si hai khayalon mein,
Tu na ho, phir bhi tu hota hai
Hai silaa.. tu mere.. dard ka..
Mere dil ki duaayein hain yeh
Teri galliyan galliyan teri galliyan
Mujhko bhaave galliyan teri galliyan
Teri galliyan galiyan teri galiyan
Yunhi tadpaave galliyan teri galliyan
Kaisa hai, rishta tera mera,
Be-chehara phir bhi kitna gehra
Yeh lamhe, lamhe yeh resham se
Kho jaaye, kho na jaaye hum se
Kafilaa.. waqt ka.. roke le..
Ab rooh se judaa na hoo..
Teri galliyan galliyan teri galliyan
Mujhko bhaave galliyan teri galliyan
Teri galliyan galiyan teri galiyan
Yunhi tadpaave galliyan teri galliyan
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...