Tu chale sang chale sabhi gul
Apna hai ye khayaal
Apna hai ye khayaal
Hai aisa lage wahaan roz khile gul
Jahaan tera aana jaana
Hai aisa lage gul ghalati se ban gaye
Rab ne tha tujhe banana
Ye mehaka mausam, husn ka aalam
Hai teri hi parchaai
Apna hai ye khayaal
Apna hai ye khayaal
Tu chale sang chalein sabhi gul
Apna hai ye khayaal
Apna hai ye khayaal
Tu na jaane
na.. na jaane
na.. na na re
Jaana tera khayal, jaana tera kya haal
Tere jiya ki taal surmayi
Aankhon mein hai shabaab
Jaise khile gulaab
Dekhe aise hi khwab hum kayi
Tere aane se yaar aisa aaya nikhaar
Jaise aayi bahaar ho nayi
Tere hothon ke jaam peelun subah shaam
Tu toh mera hi naam ho gayi
Meri duniya mein tune hai rang bhara
Mere saath ye duniya dekh zaraa
Meri tu hi toh hai pyaari duniya, saari duniya
Mere hum-kadam…
Tu chale, sang chalein sabhi gul
Apna hai ye khayaal
Apna hai ye khayaal
Hai aisa lage wahaan roz khilein gul
Jahaan tera aana jaana
Hai aisa lage gul ghalati se ban gaye
Rab ne tha tujhe banaana
Ye mehaka mausam, husn ka aalam
Hai teri hi parchaai
Apna hai ye khayaal
Apna hai ye khayaal
Door khile rang kaunsa rang tera hai batlana
Lo haath se chhoota dil
rang tere maine rang hai jaana
Mehak gayi hai le khushboo
Mehka tera jo hai ye aanchal
Phoolon ki tu hai raani ya phir tu hai koi samdal
Dheemi dheemi baatein sahaj sugam mausam
Piya mere aise mausam ab aayenge hardum
Tu jo mujhe haasil naina kare jhilmil
Saathi tere hone se hai khushiyon ke ya kaafile
Tu chale, sang chalein sabhi gul
Apna hai ye khayal
Apna hai ye khayal
Hai aisa lage gul ghalati se ban gaye
Rab ne tha tujhe banana
Hai aisa lage wahaan roz khilein gul
Jahaan tera aana jaana
Ye mehaka mausam, husn ka aalam
Hai teri hi parchaai
Apna hai ye khayaal
Apna hai ye khayaal
Tu chale.. sang chale sabhi gul
Apna hai ye khayaal
Apna hai ye khayaal