Showing posts with label romantic shayari. Show all posts
Showing posts with label romantic shayari. Show all posts

Thursday, October 31, 2013

Dedicated to u my love---


कोई ख़ास बात नहीं हुई ।
इक रस्म था जो निभा गएँ,
तो ये ज़िन्दगी तो नहीं हुई !!!
कभी उनको हमसे था उन्स सा,
फिर हमें भी उनकी तलब लगी,
तो ये आशिक़ी तो नहीं हुई !!!
वो हज़ार शिकवा था दिल ही में,
जो ज़बां पे भी न आ सकें...
इक कशमकश में जो चुप रहें,
तो ये सादगी तो नहीं हुई !!!
था बोझ सर में तो झुक गया,
ये दिल भी थक के जो रुक गया,
था दर वो किसका नहीं पता,
यूँ कहीं पे जा के जो रुक गएँ,
तो ये बंदगी तो नहीं हुई !!!

| nm | sns | romantic | sad | dedication | writing |

Thursday, June 28, 2012

Ishq

Kuch halke se sapne mein wo aayi
Bikhrne taufa-e-ishq wo aayi..
Kise samjhaauun kya hua
Aisa toh na tha pehle kabhi hua..


Dil bechaara hua beghar..
Begaanaa hua apne hi sahar
Din ho ya raat bas soch mein wohi
Ye kya hua batlaaye koi


Uski hi soch har khayalon mein
Manzil wohi har ek raahon mein
Ye dil ho gya hai bekaabu
Khwabon mein khoye rahe harsu


Kaid na kar paau isse
Aise bhatke ye dil bechaara
Kise samjhaauun kya hua
Aisa toh na tha pehle kabhi hua



© ASIM,
MCN : CL4HY-JW9RL-GNTH9

Friday, June 15, 2012

Humein kabhi to dil se apnaya hota

Apna samjh k humein kabhi to dil se apnaya hota,
Saath na sahi par humein dur se to azmaaya hota
Pabandiyon k bandhan mein hum bandhe na hota
Humein bas ek baar agar aapne pyar se bulaya hota


© Asim, All rights reserved.
Digitally Protected Work
MCN:C1L8J-X3Q9L-T9XXW

Thursday, May 31, 2012

Vidrohii ban ne ke liye humein mazboor naa karo

Mere pyare netaaon apne jantaa ka kuch toh karo khayal
Petrol ke dar mein bridhi humein aur karega behaal
Simit aai ke saadhano ke aage kya pehle musibat kya kam the?
Yaa hue jo itne bhrastachaar iskee kaaran hum the?
Tumahaara astitav banaa sirf haamare voton se hi
Phir tum kyon badal gaye chand noton se hi
Vidrohii ban ne ke liye humein mazboor naa karo
Lakhon hai samsaayein kam se kam ek ka samadhan karo
Aandolankaariyon ka khoon ab bhi hamare ander behtaa hai
Aise hi chaltaa raha toh dekho kab tak hamaara sabr rehtaa hai
© Asim
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...