=| MISSING YOU |=
Phir se wahi zindagi jo humko mile,
Phir se wahi pyar ho tumhi se ho,
Phir se wahi zindagi jo humko mile,
Phir se wahi pyar ho tumhi se humein,
Palkon pe yaadon ki sari boondein hain,
Bheege hue pal tumhe phir se dhundein hain,
Dur hoke bhi tum saath ho aise,
Mere sath hai parchaye jaise,
Dard humein aur bhi ab gehra lage,
Tum jo nahin sab humein sahra lage,
Baahon mein lamhon ki bas nishani hai,
Jo na kahi dil ki wahi ab kahani hai,
Mere hum zubaa mere hum nafz ho tum,
Maine zindagi de di hai tumko...
Friday, August 30, 2013
Phir se wahi zindagi..
Friday, August 23, 2013
Tujhe paane ki hasrat liye
तुझे पाने की हसरत लिए हमें एक जमाना हो गया !
नई नई शायरी, करते तेरे पीछे,
देख मैं शायर कितना पुराना हो गया !
मुए इस दिल को संभालना पड़ता है हर वक़्त !
दिल न हुआ गोया बिन पजामे का नाड़ा हो गया !
मर्ज में न फर्क, तोहफों में खर्च अलग !
इलाज में खाली सारा, अपना खज़ाना हो गया !
दिल दर्द से भरा, और जेबें खाली !
ग़म ही इन दिनों, अपना खाना हो गया !
मुद्दतें हो गई, रोग जाता नहीं दिखता,
अस्पताल ही अब अपना, ठिकाना हो गया !
तू भी तो बाज़ आ कभी, इश्कियापन्थी से...
पागल भी देख तुझे, कब का सयाना हो गया !
Sunday, August 11, 2013
Unhe to khushi hogi humari barbaadi ka manzar dekhkar
Mohabbat ke raahon mein wo humein
barbaad kar gaye
Phir bhi hum khuda se unki abaadi ka
fariyaad karte gaye
Unhe to khushi hogi humari barbaadi ka
manzar dekhkar
Par aaj bhi hum apni barbaadi mein
unhe yaad kar gaye
Anjaam-e-mohabbat
Chupate kab tak hum apni tanhayee ko
Humsafar ban kar akele chhod gaya koi
iss rahee ko
Shiqayat nahi humein uss bewafa
humrahee se
Lafz nahi milte karne ko apne zazbat
bayan
Kaiselikhun halat apni is nacheez sihayi
se
Judayee apne pyar ka khamoshi se sahe
jaa rahein hain
Khushi zhalakti hai chehre se par dil-e-
gum piye jaa rahe hain
Dost dete hain maushvira ki bhul jaao
use, wo thi ek bewafa
Par na jane humein kyon lagta hai wo hai
murat-e-wafa
Samhale rakhta hoon apne khayalon ko ki
kahin bikhar na jaye
Darr hai bikhar gaye kahin agar ye mere
dard-e-zazbat
Anjaam-e-mohabbat se meri kahin, ye
duniya na sihar jaye