Showing posts with label Mithoon. Show all posts
Showing posts with label Mithoon. Show all posts

Saturday, October 17, 2015

Mar Jaayen - Loveshhuda | Girish Kumar, Navneet Dhillon | Atif Aslam, Mithoon

Har Lamha Dekhne Ko
Tujhe Intezaar Karna
Tujhe Yaad Karke Aksar
Raaton Main Roz Jagna
Badla Hua Hai Kuch Toh
Dil In Dino Yeh Apna

Kaash Woh Pal Paida Hi Naa Ho
Jis Pal Mein Nazar Tu Naa Aaye
Kaash Woh Pal Paida Hi Naa Ho
Jis Pal Main Nazar Tu Naa Aaye
Gar Kahin Aisa Pal Ho
Toh Iss Pal Mein Mar Jaayen
Mar Jaayen Mar Jaayen
Mar Jaayen Ho Mar Jaayen
Mar Jaayen Mar Jaayen
Mar Jaayen Ho Mar Jaayen

Tuhjse Juda Hone Ka Tasavur
Ek Gunaah Sa Lagta Hai
Jab Aata Hai Bheed Mein Aksar
Mujhko Tanha Karta Hai
Khwab Mein Bhi Jo Dekhle Yeh
Raat Ki Neendein Udd Jaayen
Mar Jaayen Mar Jaayen
Mar Jaayen Ho Mar Jaayen
Mar Jaayen Mar Jaayen
Mar Jaayen Ho Mar Jaayen

Wednesday, August 27, 2014

Ek Pal Yahi Tera Mera (Lyrics + MP3) – Creature 3D | Saim Bhatt, Mithoon

To Download The Song CLICK HERE (.mp3)

Aaj phir se tere nazdeeq aaya hoon
Aaj phir se tere nazdeeq aaya hoon
Haan badi kismat se iss lamhe ko paaya hoon
Aaj phir se tere nazdeeq aaya hoon
Haan badi kismat se iss lamhe ko paaya hoon

Tujhe dekh dekh ke phir se jeene lagaa main
Ab dil ko kya samjhaun
ki main tera guzra kal hoon
Ik pal yahi tera mera
Ik pal yahi tera mera..
Ik pal yahi tera mera
Ik pal yahi tera mera..

Isey jeena chahta hoon main
Phir wahi alfaaz tujhse kehna chahta hu
Raat bhar baate main teri sun’na chahta hu
Tere saath sath rahoon main
Bas yahi sadaa hai
Par zindagi me teri main sirf mehmaan hu

Ek pal yahi tera mera
Ek pal yehi tera mera..
Ek pal yahi tera mera
Ek pal yehi tera mera..

Isey jeena chahta hoon main
Lafz mere chhupne lage
Jo tu saamne hai khada
Dil dhoondta hai wahi
Pyaar jo tha kabhi darmeyaan
Ik aas hai dil ko ki tu rok le
Aur keh de ye mujhko mere sang jeena hai
Khair ho sake toh
Mujhko kabhi na bhoolna mujhe tu

Ik pal yehi tera mera
Ik pal yahi tera mera
Ik pal yehi tera mera
Ik pal yahi tera mera
Isey jeena chahta hoon main
Wo oh..
Tujhe dekh dekh ke phir se jeene laga main
Ab dil ko kya samjhaaun ki
Main tera guzra kal hoon

Ik pal yehi tera mera
Ik pal yahi tera mera
Ik pal yehi tera mera
Ik pal yahi tera mera
Issey jeena chahta hoon main!



To Download The Song CLICK HERE (.mp3)

Naam-E-Wafa (Lyrics + MP3) – Creature 3D | Farhan Saeed, Tulsi Kumar, Mithoon

To Download The Song CLICK HERE (.mp3)

Naam-e-wafa matlab ke liye ab
Lete hain kyun sabhi
Naam-e-wafa matlab ke liye ab
Lete hain kyun sabhi
Dard jo seene mein uthta hai
Nahi samjha yahaan koi
Toh rehne de iss dard mein zinda

Main tanha hi sahi
Ki dil se ye bhi denge bhula
Tujhko jaana kabhi
Rehne de iss dard mein zinda
Main tanha hi sahi
Dil se ye bhi denge bhula

Tujhko jaana kabhi
Teri judaai mein marne se
Iss dard mein jeena bhala
Naam-e-wafa matlab ke liye ab
Lete hain kyun sabhi

Dard jo seene mein uthta hai
Nahi samjha yahaan koi
Toh rehne de iss dard mein zinda
Main tanha hi sahi
Ke dil se ye bhi denge bhula
Tujhko jaana kabhi…

Khwaab ko toot jaane do
Hai yahi naseeb mein haan
Saath ko chhoot jaane do
Taqleef badi ho to kya..

Sehne de mujhe sehne de
Iss gham ko ye hai ilteza..
Teri wafa jo thi sirhaane
To aaraam mila mujhe
Tera diya manga wapas
Toh kya ghalat isme
Toh rehne de iss dard me zinda
Main tanha hi sahi

Ke dil se ye bhi denge bhula
Tujhko jaana kabhi…
Teri judaai mein marne se
Iss dard mein jeena bhala
Naam-e-wafa matlab ke liye ab
Lete hain kyun sabhi

Dard jo seene mein uthta hai
Nahi samjha yahaan koi
Toh rehne de iss dard mein zinda
Main tanha hi sahi
Ke dil se ye bhi denge bhula
Tujhko jaana kabhi…

To Download The Song CLICK HERE (.mp3)
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...