Sunday, December 8, 2013

Dard-e-dil ki sifarish

Dil mera hai nasamajh kitna..
Besabar ye bewakoof bada..
Chahtaa hai kitna tujhe..
Khud magar nahi jaan saka..
Iss dard-e-dil ki sifarish ab karde koi yahan
Ki mil jaaye isse wo baarish jo bhiga de puri tarah.......
Kya hua asar tere sath rehkar ...
Naa jane ki hosh mujhe na raha
Labz mere the zubaa pe aa k ruke par ho na sake wo bayaan....
Yun dhadkan tera hi naam jo le, aankhein bhi paigaam ye de..
Teri nazar ka hi ye asar hai mujhpe jo hua
Tu jo mila toh zindagi hai badli main pura naya ho gaya
Hai beasar duniya ki baatein badi ab main teri sunoo sada....
Milne ko tujhse bahane karu, tu muskuraye wajah main banu..
Roz bitana sath mein tere sara din mera..
Iss dard-e-dil ki sifarish ab kar de koi yahan...

#Shayari Networks; #www.shayarinet.in;

No comments:

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...