Thursday, January 2, 2014

Ya maula chain le ya mera de sakun



Ya maula chain le ya mera de sakun
Ki bina yaar ab main na reh sakun

Bas teri yaad baaki, Bas dil mein tu hai tu hi
Main jeeyun kis tarah ho ke yaar tujh se judaa
Ya maula chain le ya mera de sakun

Wo tere vaade wo teri kasmein
Bhulun main kaise dil nahi hai bas mein

Tod ke aa jaa bandhan ras mein
Jal hi jal hai nain-kalash mein

Chalein saan toh main bhi kuch chalun
Ki bina yaar ab main na reh sakun

Uljhi hai kitni saanson ki resham
Aaankhon k sahil yaadon se hai nam

Suna sa hai dil ka ye aangan
Rakh do aa ke pyar ki shabnam

Milo tum kabhi toh main jee sakun
Ki bina yaar ab main na reh sakun

Wednesday, January 1, 2014

Happy New Year



Wishing all a very happy n prosperous new year, may the new year bring in all the joys and satisfactions to you all.

Tuesday, December 24, 2013

New Year SMS Collection






Aa gale lag ja mera yaar,
Dado Jadu Ki Chappi do,char,
Aaise hi katjaye Zindegi without any risk
Es ummid ka sath Wish You a ……
Very HAPPY NEW YEAR 2014





Aj bhool jao Duniya ki sare Gum,
Chalo juma ek sang Tum aur Hum,
Aao baate charo taraf Khusia aur Pyar,
Chalo Dil khul ka boultahe…HAPPY NEW YEAR



Pura ho aapke sare Aim,
Sada barte rahe aap ki Fame,
Milte rahe sabse Pyar aur Dosti,
Aur mila a lot of Fun & Masti.
Wish you a..Happy New Year with a Plenty of Peace & Prosperity



Es Naye Saal mai..
Jo to chahe wo tera ho,
Har din khubsoorat aur ratain roshan ho,
Kamiyabi chumte rahe tere kadam humesha yaar,
Naya Saal Mubarok ho tuje mere Yaar.



Sabke Dilo mai ho sabke liye Pyar,
Aanewala har din laye Khusiyo ka Towhar,
Es ummid ka sath aao bhulke sare Gum
New Year 2014 ko Hum Sab kare WEL-COME!


I Wish in 2o13 God gives You…
12 Month of Happiness,
52 Weeks of Fun,
365 Days Success,
8760 Hours Good Health,
52600 Minutes Good Luck,
3153600 Seconds of Joy…and that’s all!



Nights are Dark but Days are Light,
Wish your Life will always be Bright.
So my Dear don’t get Fear
Coz, God Gift us a “BRAND NEW YEAR”.
*HAPPY NEW YEAR 2014*



New Year brings just Happiness not Tear,
Everybody loves only You Dear,
All your Problems will be Finish……
It’s for You my Special NEW YEAR’S wish.



Fill ur life with Happiness & Bright Cheer,
Bring to u Joy and Prosperity for the whole Year,
And it’s my New Year wish 4u Dear…
Wish u a VERY HAPPY NEW YEAR



Memorable moment r celebrate together,
U r my best friend for now & forever,
Make me Miss U even more this New Year,
Hope this 2014 bring Happiness for you Dear.


tanhayeeee



Aayi jo teri yaad... tanhayee mein…
Aankhein barasti rahi, aksar judayee mein,
Aayi jo teri yaad ....tanhayee mein,

Veeraniyan, parchaiyan, tadpa-gayi ruswaiyan,
Saanson mein ghulti, saansein woh teri,
Lauta de mujhko, raatein woh meri,
Mehsoos karta hu, tu har kahin hai,
Par tu nahin hai..!




Jeena lage saza ruswaai mein,
Jeena lage saza ruswaai mein,
Tanhaayee,
Aayi jo teri yaad ...tanhayee mein,

Aisi adaa sabse juda, dekhi nahin o-bewafa,
Mere jism-o-jaan mein, tera hi junoon hai,
Chheena kyun tune mera yeh sukun hai,
Hasrat mein teri main jal raha hu,
Main jal raha hu,

Roya hoon teri iss, bewafayee mein,
Aankhein barasti rahin, aksar judayee mein,
Aayi jo teri yaad ...tanhayee mein…

Happy New Year 2014




Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...